Co0lLECT BY
ALI IMRAN QADRI
Poet
HABIB ULLAH SARIM
.
.
.
Kabi Sehar Kabi Tare Dikha K Guzra hai
Wo Shakhs Kitne Nazare Dikha K Guzra Hai
Use To Ilam Tha K Aandiyo Ka Dar Hai Hume
To Phir Charag Kiun Sare Jala K Guzra Hai
Hum.NE To Bhaand Li Hai Be.Sabab Si Umeede
Tabi To Wakat Hum Pe Muskora K Guzra hai
Kabi Kabi To Marasim B Bojj Lagte Hai
Keh Khayale Shok To In Se Nibha K Guzra hai
Hansi Hansi Mai Hi Hum To Howe Aseer Aise
Keh Dil Soz.E.Rooh Tak Jala K Guzra Hai
Abi Kaha Koi Tasver Samne Ayi
Abi To Khal.o.Khad Mai Ikhtlaf Sa Guzra Hai
And......
TYPENG DATE
5/11/12
BOOK NAME
WO SONDAR AANKHEN
No comments:
Post a Comment
apni kemati tajavez hum ko daty rahiya