TYPET BY
ALI IMRAN QADRI
Poet
HABIB ULLAH SARIM
.
.
.
Hum Chaand Na Sitare Na Tum Ko Payare Hai
+
Na Roshani Na Manzil Na Rah Guzare Hai+
+
+
Tumhari Deed Ki Khatir Lakhon Jatan Karna+
+
Kia Kahun Kia Kia Mashgle Humare Hai+
+
+
Hijar Firaq Judai Wisaal K Lamhe+
+
Tere Sabab Hai To Aehsas Ye Tumhare Hai+
+
+
Itna Yad Hai Wo Bichrra Tab Andera Tha +
+
Saya Raato K Hum Ne Is Liye Gesoo Sanware Hai+
+
+
Jine Rond Dala Tum Ne Apne Dast.e.Aahan Se+
+
Tumhe Koch Yad Hai Wo Kisi Maaoon K Dulare Hai+
+
+
Bahaar Mosam Mai Jo Na Muskraye Khol Kar+
+
Hum Ne Khiza Rotoon Mai B Wo Gull Nikhare Hai+
+
+
Sarim Mataa Hayat The Ye Ashak Humare+
+
Yahi Sogat Thi Apni So Ye Tum Par Ware Hai+
+
+
And
BOOK NAME
WO SONDAR AANKHEN
No comments:
Post a Comment
apni kemati tajavez hum ko daty rahiya