Co0lLECT BY
ALI IMRAN QADRI
Poet
HABIB ULLAH SARIM
.
.
.
Khod Se Aankh Mila Kar Kabi To Dekh
Aayena Hon Mai Samne Aa Kar Kabi To Dekh
Kitna Maza Hai Ishaq Ki Hidat Mai Jal Jana
Parwana Ban K Khod Ko Jala Kar Kabi To Dekh
Ho Jaye Ga Maheeb Andhero Ka Seena Chak
Chota Sa Ik Deep Jala Kar Kabi To Dekh
Is Husan Ko Lag Jaye Ge Kitne Chaan Aur
Jhoorre Mai Apne Muj Ko Saja Kar Kabi To Dekh
Zulfo Ki Rida Daal Kbi Chehre Pe Apne
Kali Ghtha Mai Chaand Chopa Kar Kabi To Dekh
Aae Chaand Utar Aa K Hai Tarasti Howi Dharti
Us Dunia Se Is Dunia Mai Aa Kar Kabi To Dekh
Log Rashk Se Daba Le Ge Danto Mai Unglia
Sarim Ko Apne Pas Bula Kar Kabi To Dekh
And....
5/11/12
BOOK NAME
WO SONDAR AANKHEN
No comments:
Post a Comment
apni kemati tajavez hum ko daty rahiya