Co0lLECT BY
ALI IMRAN QADRI
Poet
HABIB ULLAH SARIM
.
.
.
Tum Se Na Milne Ki Jo Thani Hai
Mat Pooch Tabiyet Pe Kia Garani Hai
Yaha Dil Mai Dhowaan Sa Uth.ta Hai
Waha us Shok Pe Jawani Hai
Yad Koch B Nahi Raha Lekin
Wo Jo Tasver Ik Purani Hai
Jis Mai Dukh Hans K Sehte Hai
Wo Mar.hala Jawani Hai
Is Shehr Ki Aasaniya Dekho
Khon Aaraza Hai Mehnga Pani Hai
Ghalt Fehmi Ki Aagh Bujane K Liye
Darmiyan Jo Diwar Hai Girani Hai
Jaa K Sarim Ki Kia Sune Yaro
Phir Kahani Wohi Purani Hai
And
5/11/12
BOOK NAME
WO SONDAR AANKHEN
No comments:
Post a Comment
apni kemati tajavez hum ko daty rahiya