Co0lLECT BY
ALI IMRAN QADRI
Poet
HABIB ULLAH SARIM
.
.
.
Jab Tanhayi Mai Gihr jaye Hum
Teri Yad Se Dil Behlaye Hum
AA Roop Nagar K Shehzade
Tuje Chaand Nagar Dikhlaye Hum
Teri Qoos.o.Qaza Se Maang Bhare
Tuje Taaron Se Bhehlaye Hum
Dharbani Ko Tere Pariyan Ho
Tuje Sandal Se Mehkaye Hum
Hum Dekhe To Siraf Tasver Teri
Sara Ghar Darpan Banwaye Hum
Tuje Phoolo K Ghar Mai Rakhe
Tere Sare Naz Uthaye Hum
Paalke Zulfe Qatil Aankhe
Sarim Kis Kis Se Bhach Paye Hum
And....!!!
TYPNG DATE
5/11/12
BOOK NAME
WO SONDAR AANKHEN
No comments:
Post a Comment
apni kemati tajavez hum ko daty rahiya