Co0lLECT BY
ALI IMRAN QADRI
Poet
HABIB ULLAH SARIM
.
.
.
Koch To Humare Azam Ki Toqeer Dekhte
Aa K Humare Paoun Ki Zanjeer Dekhte
Kache Gharre Ko Dekh Kar Wapis Palat Gaye
Koch To Duaon Ki Taaseer Dekhte
Seeta Ki Tarah Yun Teh Daam Na Aate
Agar Raam Ki Kheenchi Howi Lakeer Dekhte
Ghero Ki Bat Par Sabi fèsle Howe
Agar Yakin Nahi Tha Dil Cheer K Dekhte
Likha Na Socha Tere Nam K Siwa
Kaande K Mere Munkar.o.Nakeer Dekhte
And
5/11/12
BOOK NAME
WO SONDAR AANKHEN
No comments:
Post a Comment
apni kemati tajavez hum ko daty rahiya