TyPeT By
ALI iMrAn QADRI
Poet
HABIB ULLAH SARIM
.
.
.
Mehfil.E.Naow Nosh Se Ragbat Nahi Muje
Chaman k Rang.o.Boo Se Ulfat Nahi muje
Tanha Jhelne De Muj Ko Gum.e.Hijraan
Mat Dia Kar Muje Dilasa Zarorat Nahi Muje
Mere Dil.e.Na.twaa Pe Sitam Dhane wale
Teri Is Ada Se B Nafrat Nahi Muje
Be.wafayi Krna Aur Phir Khabar Na Lena
Manzor Teri Esi Ghaflat Nahi Muje
Hosla nahi Hai Khod Ko Sanbalne Ka
Pi K Behkne Herat Nahi Muje
Likhta Khoon Se Tum Ko Taweel Khat
Gham.e.Rozgar Se fursat Nahi Muje
Ghuzre Tere Bager Jo Zindgi Sarim
Ab Esi Zindgi Ki Hasrat Nahi Muje
And.....
BOOK NAME
WO SOONDAR ANKHE
No comments:
Post a Comment
apni kemati tajavez hum ko daty rahiya