::::::::::::::::::::::::::::::
;;;TERI!TASVER;;;
::::::::::::::::::::::::::::::
NAZAM BY
HABIB ULLAH SARIM
Text by
ImRaN QADRI
.
.
.
Sub Se Chup Kar Band Kamre Mai
Teri Tasveer Dekhta Hon Mai
Jagi Jagi Si Nel Go Ankhe
Be.Misal Be.Nazer YE Ankhe
Chehra Masoom Hai Kayamt Khez
Zulfe Lambi Aur Sehar Angez
Daant JeseK seep Mai Moti
Rukhsar Goya K Shafaq Ki Surkhi
Bil.Mukabil Tere Saroo Kia Hai
Tuj Ko Herat Se Chaand Takta Hai
Pankhari Gul Mai Naz Ki Jo Hai
Tere Honto K Aage Kia She Hai
Teri Gardan Surahi Se Payari
Teri Palke Kataar Do Dhari
Muskrati Hai kabi Bigarti
Muj Se Kitni Hi Bate Krti Hai
Dil Mera Ab B Neem Bismill Hai
Too Sham.e.Mehfil Hai Jaan.e.Mehfil Hai
Teri Peshani Pe Tere Hatho Mai
Sarim Ki Dakdeer Ki Lakeere Hai
And....
Bo0K NAME
WO SONDAR ANKHEEN
No comments:
Post a Comment
apni kemati tajavez hum ko daty rahiya