Co0lLECT BY
ALI IMRAN QADRI
Poet
HABIB ULLAH SARIM
.
.
.
Fasle Bahar Ka Wo Nazara Nahi Raha
Tha Naaz Jis Chaman Pe Wo Payara Nahi Raha
Wo Subha Jis K Dam Se Tha Dil Apna Shadman
Ab Us Sehar Ka Koi Sitara Nahi Raha
Karte Tamam Umar Ishaq Toofan.E.Tand Se
Rah Wafa Mai Zabt Ka Yara Nahi Raha
Kiun.Kar Bashar K Dukh Ka Darmaan Kare Wo Log
Apna Zayaan B Jin Ko Gawara Nahi Raha
Barso Isi Khayal Ki Herat Rahi Hanooz
Ik Shakhs Dilruba Tha Humara Nahi Raha
And....
11/11/12
BooK NAME
WO SONDAR AANKHEN
No comments:
Post a Comment
apni kemati tajavez hum ko daty rahiya