TexT By
ALI IMRAN QADRI
Poet
HABIB ULLAH SARIM
.
.
.
Tere Qolow Krar Ka Musam
Khoob Guzra Bahar Ka Musam
Tuje Pane Ki Justju Phir Hai
Aa Gaya Phir Se Daar Ka Musam
Tere Diwaane Janoon Ko Pohnche
Ab Kaha Ikhtyar Ka Musam
Tu Jo Hans De To Odh Kar Aye
Jin Guloon Pe Nikhar Ka Musam
Dil Ki Dharti Pe Kabi To Barso
Kab Talak Ye Udhar ka Musam
Har Ahat Pe Dil Darkta Hai
Hai Ajab Intzar Ka Musam
Un Ko Dekha To Kitne Gunche Khile
Chaman Mai Aya Chanar Ka Musam
Mota.bar Kitna Ho Gaya Sarim
Hai Tere Aetbar Ka Musam
And
No comments:
Post a Comment
apni kemati tajavez hum ko daty rahiya