Labels

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U W Y Z

Monday, 11 June 2012

ye lrkh jo is vaqt sar-e-baam khari hai Urta hoa baadl hai k pholon ki lari hai

ye lrkh jo is vaqt sar-e-baam khari hai
Urta hoa baadl hai k pholon ki lari hai

Shrmaye hoye band-e-qaba khole hen us ne
Ye shab k andheron k mehkne ki ghari hai

Ek perhn-e-surkh ka jlvah hai nazr me
Ek shakl nageene ki trah dil me jari hai

Khilta tha kbi jis me tamnna ka shagoofa
Khirki vo bari der se viran pri hai

"taoos" ki Avaz se roshn hai shab-e-taar
Sdd naghma-e-Naheed ye savn ki jhari hai.
khakiG

Wo pagal khud ko kehti ha, pr pagal krti jati ha,

***8woO laRkI***
***IMRAN KHAKI***

Wo pagal khud ko kehti ha,
pr pagal krti jati ha,

Wo moom ki guria esi ha,
wo qos e qaza k jesi ha,

hain roop kai, hain rang kai,
wo kabi bashr kabi lagy pari,

wo dil ka haal b janti ha,
sochon ko b pehchanti ha,

wo pyar kisi se krti ha,
or kehny se b darti ha,

wo pagal khud ko kehti ha,
lekan such to ye ha k

,wo pagal krti jati ha,
dil ghaayel krti jati ha<~~
KHAKI*G

Wo MASOOM c PYARI LARRKI Yaad mujhy youn aati hai.

PO@T ADEEL
**IMRAN KHAKI***

Wo MASOOM c PYARI LARRKI
Yaad mujhy youn aati hai.
Shab bhr tan'hai mein jaisy dil k diye jalati hai.
Us ki YADEEN,Us ki BATEEN
Mujh ko bohat satati hein.
Jb bhi us ka,Sapna daikha
Neend kahaan phir aati hai
Shab bhr aksar tanhai mein
Dil ye socha krta hai.
Main jo jaagta rehta hoon
Kya neend usy bhi aati hai
Aksar mujh ko khat likh kr
Wo aik hi baat kia krti hai.
Main tum ko yaad kia
Karti hoon
Meri yaad bhi aati hai
Us k
khyaloon mein
ghum ho kr
Dil ye kehta
Hai AD33L !
Umr guzri
Katra kr
Phir us ki yaad kion aati hai

W0 Hansti Hain T0u Ph0ol Khel'Khelatay HaiN. W0 R0ti Hai T0u Manzar Bhuj Se Jatay Hai.

**BEST*
***IMRAN KHAKI***

W0 Hansti Hain T0u Ph0ol Khel'Khelatay HaiN.
W0 R0ti Hai T0u Manzar Bhuj Se Jatay Hai.
W0 Jis Ki MuskUraHat.
Manzar0oN MeiN RaNg Bharti Hai.
W0 Jis K Saa'a Saa'a.
JaNwari Ki Shaam Dhaltay Hai.
W0 Jis Ki Sans LeNe Say.
Hamari Sans Chalti Hai.
Azal Say Hum 0se Pahchaan'tay Hai.
K0i 0s Ka Taruf Mat Karwaa'a.
0se Hum Jaan'tay Hai.
khakiG

Wo Hansti Hai.To Us K Surukh Gaalon pr. Koi DiLKashh si jheeL. Aa K thehar jaati hai. iK Aisi jheeL.

**WO HASTI HY **
***IMRAN KHAKI***

Wo Hansti Hai.To Us K Surukh Gaalon pr.
Koi DiLKashh si jheeL.
Aa K thehar jaati hai.
iK Aisi jheeL.
Jis Me.
KaaiYnaaT-e-Husan Ki Hr cheiz SimTi ho..
Jahan Sb PhooL.
RanGon se Bhari NadiYa (jheel) Me BikhareY hoon..
Jahan Pe TitLiYan.
PhoolOn K chehreY chooM kr.
Un K Tawaif-e-Husan Me Masroof Rehti Hoon..
Me Us k Surukh Gaalon pr.
DiMpLe dekhta Hoon to.
Mujhe Mehsoos Hota hai.

Khudaa-e-Lam'YazaL ne.
Kitni FursaT me.
Ye Chehraa Soch Kr.
TakhLeeQ ki PalKoN pe Likha Ho Ga
KHAKIG

Udas logon ki bastiyon mein Wo titliyon ko talash karti Wo aik larki

*Wo aik larki*

***IMRAN KHAKIG***

Udas logon ki bastiyon mein
Wo titliyon ko talash karti
Wo aik larki

Wo gol chehra wo kali aankhein
Jo karti rehti hazaar batein
Mizaj saada wo dil ki achi
Wo aik larki

Wo chahaton k nisaab janey
Wo janti hai ehad nibhaney
Wo dost achi wo achi sathi
Wo aik larki

Wo jhootay logon ko sacha samjhey
Wo sari duniya ko acha samjhey
Wo kitni saada c kitni pagli
Wo aik larki

KHAKIG

Tumhein Wo Larki Yaad Ho Gi ? Jisay Sikhaya Tha Tum Nay HANSNA

        >< POEM ><

***IMRAN KHAKI***
Poetess:
 KIRAN RUBAB
 NAQVI !

Tumhein Wo Larki Yaad Ho Gi ?
Jisay Sikhaya Tha Tum Nay HANSNA +

Jisay Muhabbat Ki AGAAHI Di +
Yeh PYAAR Kya Hai ? jisay Btaya +

Wo Jis Ki Baaton Mein Thi HAQEQAT +
Wo Jis Ki Ankhein Thein Bus MUHABBAT +

Tumhein Wo Larki Tou Yaad Ho Gi ?
Jo Sab Se Milti Thi KHUSH DILI Se +

Jo PYAAR Karti Thi Har Kisi Se +
Jo CHAND TAROON Ki Baat Karti +

Haseen NAZARO Ki Baat Karti +
Jo Apne PYAARO Ki Baat Karti +

Tumhein Wo Larki Tou Yaad Ho Gi?
Jo Apne Sapnoo Ke Saath Khud Bhi BIKHAR Gai Hai +
Wohi Jo Chup Chaap MAR Si Gai Hai<~~
Khaki.G

Tum lrki achi lrki ho, Chehre ki udasi door kro, Tum hnsti achi lgti ho, Wo waade sth nibhane k,

Tum lrki achi lrki ho
***IMRAN KHAKI***

Tum lrki achi lrki ho,
Chehre ki udasi door kro,
Tum hnsti achi lgti ho,
Wo waade sth nibhane k,
Tum bhul gyi mje yad rhe,
Kya shan tmari ghat jati
Jo milne mjko aa jati
Ab kin baton mn khoyi ho,
Ab kin sochon mn dubi ho,
Chehre ki udasi kro,
Tm hnsti achi lgti ho,
Haan Eid to ati rhti hy,
Pr Deed to baqi rhti hy,
Gar Eid pe tm jo aa jati,
Aur Deed tmari ho jati,
Ye moqa acha moqa tha,
Tm ati galy se lg jati.
Chalo sb choro ek kam kro,
Tm bhul jao wo sb baten,
Wo talkhian hmare aps ki,
Tm uon kro bs lot aao,
Tm lrki achi lrki ho,
Chehre ki udasi kro,
Tm hnsti achi lgti ho.
KHAKIG

Tuje nain mila kr chain mila Kaha lakh Tuje kahin dil na lga

Tuje nain mila kr chain mila
Kaha lakh Tuje kahin dil na lga

Ab thandi Aahen bhr PagLi
Ja or Mohabt kr PagLi

Tu ne pyar k naghme chaire the
Pr kho gai pyar k raag me tu

Wo Aag na koi dekh ska
Chup chap jali js Aag me tu

Ab Aag se daman bhr PagLi
Ja or Mohbt kr PagLi

PagLi in pyar ki rahon me
Q koi kisi ko apnaye?

Is duniya ki hy reet yehi
Jise pyar kro wohi thukraye

Kha thokar pe thokar PagLi
Ja or Mohbt kr PagLi

Kal dil me bsaya tha jisko
Wohi chain tera ab lo0te ga

Kuch or hanse gi ye duniya
Kuch or tera dil toote ga

Be Mout gai Tu mar PagLi
Ja or Mohabbat kr PagLi.
KHAKI*G

Tmhain maloom hy Gori,K Barish Q hui us din Koi Ashko se Roya Tha Tri Baraat k pichey

**GHAZAL**

**IMRAN KHAKI**

Tmhain maloom hy Gori,K Barish Q hui us din
Koi Ashko se Roya Tha Tri Baraat k pichey

Faqat itna kaha na Hmain tumse mhbt hy
Hmari jan lo gay kia Ab itni bat k pichay

Shikast Fash Dushman ne Hmain Aese nahi di hy
Tmhara Hath lagta hy Hmri Maat k pichay

Bhanwar se apni Kashti Ko Bhala kse Bacha paata
Dua koi to hoti hy Buray Din Rat k pichay

is Raaz se Dunya Abi Wakif nhi shaed
Nai Sazish Panapti hy Nae Haalat k Pichay
KHAKIG

Dekho Larrki ! Main Pardesi Mujh sy pyar Na krna Ho Sakta hai

SUNOLARRKI !
PO3T AD33L
****IMRAN KHAKI***

Dekho Larrki !
Main Pardesi

Mujh sy pyar Na krna
Ho Sakta hai

Jb main Ghar Wapis jaoon
Meri MAAN ne deikh rakhi ho

Koi larrki Apni pasand ki
Aur main MAA ka Pyara BETA !
MAA ki aankha ka TAARA BETA

MAA ki khushi mein khush Ho jaoon.
Phir na auoon

Aur tum mera raasta dekho
Her pal meri yaad mein Tarrpo.

DEKHO LARRKI !
MAIN PARDESI !

Mujh sy pyaar
Na krna.
KHAKIG

Suna Hai Wo Akeli Hai "! Mujhe Kuch Loug Kehty Hain,

*GHAZAL *
***IMRAN KHAKI***

Suna Hai Wo Akeli Hai "!

Mujhe Kuch Loug Kehty Hain,

Kisi Anjaan Na'deeda Ehad Ki Wo Paheli Hai,

Suna Hai Wo Akeli Hai,

Gulabon Ki Rutton Mein To Bohat Hi Shaad Rehti Thi,

Baharon Ke Bohat Se Raaz Aksar Mujh Se Kehti Thi,

Nigahon Ke Katoron Mein
Bohat Se Khwab Rakhti Th-e-nashaad-o-maztr ko

Mohabbat ho gai tum sy

Kisi lam'hy agar tum ko

Mohabbat ho gai mujh sy

Samjh lena muqaddar ko

Mohabbat ho gai tum sy

Jo sirf aur sirf apni zaat sy hi pyaar krta tha

Suno ik aisy pathar ko

Mohabbat ho gai tum sy

Nahi jati !
Tumhary qurb ki

Khushbu
Nahi jati

Mery ujrry hue ghar ko

Mohabbat ho gai tum sy

Meri aankhoon ki janib dekh kr

Tum jaan
Sakti ho

K ik Gehry
Samundar ko

Mohabbat
Ho gai tum sy

Kisi Soorat bhi
Ab yeh ashk

Thm sakty
Nahi "WASIK"

Meri aankhoon k sagar ko

Mohabbat ho gai tum sy

*khaki*G

Sapnon ki Barish Me Bhegti Larki. Tum ko kya MaLOom? K khwab Sy Bichry L0g

*****GHAZAL******

***IMRAN KHAKI***

Sapnon ki Barish Me Bhegti Larki.

Tum ko kya MaLOom?

K khwab Sy Bichry L0g

Yahan kesy Jety Hain.

Teri JheeL si Gehri Ankhon Me G0ri

Neend ki Parian Roz Nahany Aa Jati Hain

Tera DiL BehLA Jati Hain.

Par Hum Tanha Dard ki Zard SaLEb Par
kb sy Latak Rahy Hain.

Jeny ki khawhish Me

Moot ki Wadi Me Hum Bhtak Rahy hain.

PagLi khwab Sy Bichry Log To
Rat ki DaLdaL me Chup Chap Utar Jaty Hain.

Apni Aag Me JaL Kr Aap Bikhar Jaty Hain

Jeny sy PehLy Hi

Aksar Mar Jaty Hain<~~
Khaki.G

Rashk-e-Meena-o-Jam C Larki. Wo December Ki shaam C Larki.

**GHAZAL**
***IMRAN KHAKI***

Rashk-e-Meena-o-Jam C Larki.
Wo December Ki shaam C Larki.

Wo Kharri hai Nazr jhukaye  huye.
Zahidon K Qayam C Larki.

Laaj K Thal ny Koyla Kar Di.
Gulbadn Lala Faam C Larki.

Fasl-e-Gul ki Safeer Lagti hai.
Bad-e-Gul K Kharam C Larki.

Kho gai Khud Fana K raston mein.
Raah-e-Mulk-e-Dawam C Larki.

Tairgi ny Dilaai Yaad mujhy.
Aik maah-e-Tamam C Larki.

Jazb-e-peham sikha gai Ad33l G.
Wo Qalandr maqaam C Larki.

Ye larrki Phool se mukhtlif hai Aadhi mohabbat mery saamny

Ye larrki Phool se mukhtlif hai
Aadhi mohabbat mery saamny

Aur aadhi mohabat chhup kr krti hai !
Aadhi Raat ko Aadhy chaand se bateen Krti hai.
Wo bateen jo mujh sy krty
Us ki Sanseen Ruk jati hein.

Us ki palkeen jhuk jati hein.
Aadhi Raat ko takiye k neechy
Rakhi meri tasveer dekhti Hai.
Takiye mein muunh chhupa kr.
Dair tak hansti rehti hai.

Pagal ankhon wali larki, Itnay Mehngy khwab na dekho! Thak jao gi..

*Pagal ankhon wali larki*
***IMRAN KHAKI***

Pagal ankhon wali larki,
Itnay Mehngy khwab na dekho!
Thak jao gi..

Kaanch se nazuk khwab tmharay.
Toot Gaye to pachtao gi.

Tm kia jano
hwab safr ki dhoop k shishay.
Khwab adhori rat ka dozak.

Khwab khyalon ka pachtawa.
Khwab ka hasil tanhai.

Mehngy khwab khredna ho to
Ankhain bechna parti ha.

Rishtay bholana partay ha.
Andeshon ki reet na phaanko.

Khwab ki ott saraab na dekho
Pyas na dekho

Itnay mehngay khwab na dekho.
Thak jao Ge, thak ja0 ge.
khakiG

O Badaami Aankh0'n Wali Larki!! S0un Neelay Kapray Pehnaa Kar

*O Badaame Aankh0'n Waali Larki*
P0@t: Ali Armaan
***IMRAN KHAKI***

O Badaami Aankh0'n Wali Larki!! S0un
Neelay Kapray Pehnaa Kar

Neelay Kapr0'n Main T0 P00ray Such Ka Mausam Lagti Ha
Main T0 Adh00ray!! Lafz0'n Wala

Aadhay Jh00t Ka Shair H00'n
Mera Jewan 6 Rung0'n Ka!! Q0as-0-Quzaah Hai

O Badaame Aankh0'n Waali Larki
Neelay Kapray Pehen Kar Mera Saathwaa!

Rung B MuJh Main Wapas Bhar Dey
Q0as-0-Quzaah K0 P00raa Kardy

KHAKIG

Kisi Larrki Se Mt Kehna K Us Se Pyaar Krty Ho Agr Ek Be'Dhyaani Me Bhi, Yeh Iqraar Kr Bethy Kisi Se Pyaar Kr Bethy

Naazuk Dill wali Larrkiyaan
**IMRAN KHAKI ***

Kisi Larrki Se Mt Kehna K Us Se Pyaar Krty Ho
Agr Ek Be'Dhyaani Me Bhi,

Yeh Iqraar Kr Bethy
Kisi Se Pyaar Kr Bethy

To Phir Waa'don Ki DoRon Me,
Ulajh Kr Toot Jao Gy

Tumhary Pyaar Ka Us Ko,
Agr Aehsaas Ho Jay,

To Ho Skta He.
Tum UsKa Rang-O-Roop Bn Jao!

Mahabbat K Safar Me phir,
Shayad Aesa Morr Aa jaay.

K Tum Narazgi Ka BarMila Izhaar Kr Bethy,
Koi Inkaar Kr Bethy

To Yeh Samjho!
Koi Sheesha, Koi Dill Toot Jay Ga!!

K In K Dill Boht Naazuk,
Bohat Kamzoor Hoty Hain

Kisi Larrki K Dill Ka Tootna Bhi Mout Hoti He
Kisi Larrki Se Mt Kehna!
K
Us Se Pyaar Krty Ho
khaki G

Mujh sy khafa ho gai hy wo pagal larki Kisi bewafa ki khthr wafa ho gai hy wo pagal larki

*PAGAL LARKI*
**IMRAN KHAKI ***

Mujh sy khafa ho gai hy wo pagal larki
Kisi bewafa ki khthr wafa ho gai hy wo pagal larki

Diwanon us ka shehir mn basera hy
Diwanon ki sada ho gai hy wo pagal larki

Wo to chamakty chand ki mesal hy yaro
Kion hamary liy saza ho gai hy wo pagal larki

Aay khodaya usy mera muqdar kr dy
Mery haathon ki dua ho gai hy wo pagal larki

Uski 1 muskan pr faristey janat chhor din aflas
Kis monh sy kahon ho gai hy wo pagal larki
khaki G

main Aesi Aam Larki Hun jise Samjha Nahi Koi!! ju Sare Khel Bachpan K khilonoun Main Sajati Thi

*Aam Larki*
***IMRAN KHAKI***
main Aesi Aam Larki Hun
jise Samjha Nahi Koi!!
ju Sare Khel Bachpan K
khilonoun Main Sajati Thi
ju Apne Dil K Sab Manzar
rangoun Se Banati Thi
ju Kuch Pane Ki Koshish Main
yunhi Haley Banati Thi
kitaboun Se Sabhi Haley
jala Paya Nahi Koi
main Aesi Aam Larki Hun
samajh Paya Nahi Koi
kisi Din Un Khyaloun Main
muhabbat Ki Chamak Bhi Thi
magr Aesi Chamak Us K
khwaboun Tak Hi Rehti Thi
usi K Un Khwaboun Ne
yunhi Bas Ankh Kholi Thi
parhe Tukre Thay Khwaboun K
bhari Ranjish Se Jholi Thi
usi Jholi K Kuch Dhabbe
mita Paya Nahi Koi
main Aesi Aam Larki Hun
samajh Paya Nahi Koi
wo Hansti Khelti Ankhein
yunhi Ashkoun Main Dikhti Thin
wo Zinda Manzaroun K Rang
phatey Kaghaz Main Rakhti Thi
na Bachpan Sath Tha Uske
jawani Uspe Roti Thi
''''
magar Kuch Din Udasi Se
guzarey Ab Thakan Si Hai
ju Tufa§n Ankh Se Guzre
koi Be Bas Jalan Si Hai
jalan Aesi K Jis K Rang
hata Paya Nahi Koi
main Aesi Aam Larki Hun
samajh Paya Nahi Koi
usi Khamosh Larki Ko
bohat Batein Batani Hain
muhabbat Main Baharoun Se
koi Khushbu Sajani Hai
agar Chaho Tu Tum Kardo
amar Karni Kahani Hai
main Aesi Aam Larki Hun
samajh Paya Nahi Koi
agar Chaho Samajh Lo Tum
mukammal Aas Kardo Tum
bohat Din Aam Guzre Hain
mujhe Ab Khas Kardo Tum..
khakiG

Main aaj bhi chup hoon Main kal bhi chup thee.. Loag kehtay hain kuch to bolo Apni khamoshi ke band kholo..

NaDaaN Larki
***IMRAN KHAKI****
NaDaaN Larki

Main aaj bhi chup hoon Main kal bhi chup thee..
Loag kehtay hain kuch to bolo Apni khamoshi ke band kholo..

Main sochti hoon kya boloon Jo kuch mere dil main hai kis se kahoon

Un say jo nahin jantay Jazbon ki haqeeqat kya hai
Rooh kay sannaton main ghulti hooi..

Qatra qatra see azeeat kya hai
Jo samajhtay hain ke insaan faqat

Chand ashyaa-e-zaroorat ka hai mohtaj
Yeh Mohabbatain yeh rafaqatain..

Yeh khuloos-o-Wafa ki rahatain Sab bay mani lafzon ke gharonday hain.

Jin main baaith kar insaan Haqeeqaton se faraar chahta hai
Magar meri soach in say mukhtalif hai.

Aur ye he tanao ye he nafraton ka baais hai..
Main kal bhi chup thee
Main aaj bhi chup hoon.
KHAKIG

Kuch tumse kehyna chahati hoon kuch tumse suna chahati hoon mein tumse muhabbat karti hoon izhar ye karna chahati hoon

*GHAZAL*
***IMRAN KHAKI***

Kuch tumse kehyna chahati hoon
kuch tumse suna chahati hoon

mein tumse muhabbat karti hoon
izhar ye karna chahati hoon

tum samne jab bhi aty ho u
mein tum mein he kho jati hoon

tum batein jab bhi karty ho
mein sunti he rehy jata ho

tum mujse muhbbat karty ho
mein ye sunana chahati hoon.
KHAKIG

Ache larki Khowab ankhon man na sajana Mahal rat ky na banana Tot gay to har jayo gi Sah na payo gi

*ACHE  LARKI*
***IMRAN KHAKI***

Ache larki
Khowab ankhon man na sajana
Mahal rat ky na banana

Tot gay to har jayo gi
Sah na payo gi

 ACHE LARKI 
Dil na kahen lagana
Mohabat na azmana

Kisi sy kuch na kah payo gi
Bikhar jayo gi

Anso ankh man chub jayen gy
Bohat tumhan tarpayen gy

ACHE LARKI
Khusiyan daman man bhar lana
Muqadar sy nibha kar lana<~~
KHAKI*G

Khinchi khinchi c ruki ruki c haya sy simti hui wo aik larrki mery khwaboon mein aa rahi hai. mujhy deewana bana rahi hai.

*Wo aik larrki*
***IMRAN KHAKI***

Khinchi khinchi c ruki ruki c
haya sy simti hui wo aik larrki

mery khwaboon mein aa rahi hai.
mujhy deewana bana rahi hai.

wo kuchh dinoon sy
Qareeb aa kr.
haya sy
Nazroon ko
youn jhuka kr.
Mera sabr azma rahi hai

Mujhy deewana bana rahi hai
Main us k baary mein kya
Bataoon ?
Main kaisy us ko tumheen
Dikhaoon ?
Nazuki ki misaal hay wo

Meri shabeeh'e'khyal hai wo.
jamaal hai wo jalaal hai wo
Rifaqatoon ka sawaal hai wo.

Wo mery dil mein sama
Rahi hai.
Mujhy deewana bana rahi hai

Wo aik larrki
KHAKI G

JiS K ChehRaY Pr Sada, 'UdaSi' Rehti Thi, JiS K HonT Kabhi AkhLaaQan Bhi HanStaY To,

 Wo !,LarKi,!
***IMRAN KHAKI***
JiS K ChehRaY Pr Sada, 'UdaSi' Rehti Thi,
JiS K HonT Kabhi AkhLaaQan Bhi HanStaY To,

Youn LaGta Tha,
Ik Lamha Bhi Or HanSaY To,
Us Ki AanKhein 'Roo' Dein Geeen,!

Jo,
RoZana,
Apne Wqt Pe CollaGe AaTi,

Sub Se Alg Apni Dunia Me 'Gum' Rehti,
Apne KhoeY HueY 'LoGoN' Ki,
Yaad Me Khoi Rehti,

Woh KhamoSh,
'UdaS' C LarKi!

Mera Kehna Maan K 'Picnic' Pe ChaL Di,

Me Ne DaiKha,
Meri SakhiiiYon K HumRaah,
Woh PaaNi Me BaiThi Hai,
Lehroo'n Se Bhi KhaiL Rahi Hai,

JanaY Kon C 'BaaT' Hui Hai,

Sub K Sath Woh 'HanS' Dii Hai,

Or Us LamHaY,

Us K HonToo'n K HumRaah,

Us Ki AanKhein Bhi "HansTiii" Hein,!


Woh Udas C !LaRki,!
Khaki.G

Ik pagal pagal Si larrki Dil torrny sy Darti thi. Her pall Her Lamha Khud sy woh Jhagrrti thi

IK PAGAL PAGAL
SI LARRKI:
PO@T VIVEK JOSHI
***IMRAN KHAKI***

Ik pagal pagal
Si larrki

Dil torrny sy
Darti thi.

Her pall
Her Lamha

Khud sy woh
Jhagrrti thi

Aansu jo aaye kisi ki
Aankh mein

Mujrim khud ko samjhti thi

Ghut Ghut k jeeti rehti thi

Her Saans uljhti Rehti thchanak sy

Tanha Saahil
Py beitthi

Wo chup chaap si larrki

Kisi ka naam
Thi likhti

Apny Hinaai
Hathoon sy.

Her herkat py
Girta tha

Us Rait per
Aansuan
NAAZUKI sy
KAAM na ly

Yahaan pathar ban'na parrhta hai,.
Yahaan Reham'dili sy
Kaam na ly.
So baar kaha par woh
Na samjhi.

Duniya ko sb Samjhati thi

Phir wo hi hua
Jo hona tha

Dil tuuta us ka
Jis ka usy
Roona tha.

Bharoosy ki Diwaar Giri

Sard Lehji
Her baar Mili

Phir Simt gai
Apni Zaat mein

Tamaam
Dukhoon ko

Samety
Aanchal mein

Aankhoon mein
Jazbaat nahi

Pehly sy
Halaat Nahi

Farqq Sirf
Itna hua

Khud Apni zaat
Ko TORR diya

Tanhaiyoon sy
Rishta Jorr liya

Phir
Tanha Tanha
Rehny lagi

Phir
khud ko Pathar
kehny lagi

WO PAGAL PAGAL
SI LARRKI:

JO DIL TORRNY SY DARTI THI
khaki.G

Ek larki ne kaha tha mujh se juda hoty waqt, men tmare iradon ki qadar karti hoon,

Ma Bewafa Nai Hu

***IMRAN KHAKI ***

Ek larki ne kaha tha mujh se juda hoty waqt,
men tmare iradon ki qadar karti hoon,

mujhe muaf kardo men kisi aur pe marti hn,
meri baaten tmhe bht satayngi,

meri yaaden tmhe bht rulaayngi,
hosake to mujhe bhul jana,

dunya ki baaton men jhul jana,
such mano men tm se khafa nahi hoon,

yaqeen maano men bewafa nae hn,
Ek larki ne kaha tha mujh se juda hoty waqt.
khakiG

Ek larki anjan jga ki Ek bholi sort wali larki, nain nashilay wali larki, Mujhe darte darte daikhti hay,

Ek larki anjan jga ki
***IMRAN KHAKI***

Ek larki anjan jga ki
Ek bholi sort wali larki,
nain nashilay wali larki,
Mujhe darte darte daikhti hay,
Sab jane wale logun se,
Ksi benaam jga ka pochhti hay,
Koi jhoti tassali deta hay,
Bs pas hi hay koi kehta hay,
Wo dar k maare logun se,
Semti semti rehti hay,
Main aksar usko daikhta hun,
Wo mujhko daikhti rehti hay,
Shayed k wo apne dil ki,
Batain kehna chahti hay,
Ek bholi sort wali larki,
Mujhe dil main bsana chahti hay,
Un bheegi bheegi zulfun ko,
Narm gudaz gaalun ko,
Pholun jaisay hontun ko,
Teekhay teekhay nainun ko,
Apne dil ma chhupana chahta hun,
Lekin wo anjan c larki,
Sehmi sehmi rehti hay,
Apne dil ki sunti hay,
Mujhse kuch na kehti hay,
Ek bholi sort wali larki,
Nain nashilay wali larki.
KHAKIG

Ek Ladki Ullji Sollji C Jo Khud Mein Ghum Sum Rehti Hai...! Yun Hi Bethy Behty Hans Deti Kabi Hansty Hansty Roo Deti...!

Ek Ladki UlljI SolljI Si
^
BY : Shaghofta Bassat.
***IMRAN KHAKI***


Ek Ladki Ullji Sollji C
Jo Khud Mein  Ghum Sum Rehti Hai...!

Yun Hi Bethy Behty Hans Deti
Kabi Hansty Hansty Roo Deti...!

Na Jane Isko Gham Tha Kia...?
Jo Aksar Chop Chap Rehti The...!

Wo Sard Amos Ki Ratto Mein Chand Ko Dhonda Karti The...!

Kabi Garm Dophiro Mein
Chat Par Soraj Se Batain Karti The...!

Ek Ladki Ullji Sollji C
Jo Khud Ghum Sum Rehti The...!!

Wo Aksar Sahil Pe Ja'kar
Moojo Se Khela Karti The...!

Barsat Mein Apne Tann Mann Ko
Ashko Se Bhegoya Karti The...!

Wo Kanch Se Nazok Khowabon Ko
Pallko Par Piroya Karti The...!

Ek Ladki Ullji Sollji C
Jo Khud Mein Ghum Sum Rehti The...!!

Na Jane Us'ka Nam Kiya Tha...?
Par Mujh Ko Achi Lagti The...!

Jhot Bhari Is Doniya Men
Wo Wahid Sachi Lagti The.

Kal Rat Mujha Ek Khabar Mili
Wo Agg Man Jall Behti...!
;;;
Wo Apni Kam'sin Jadani Moti Se Gonwa
Kuch Pall Behti...!

Ek Ladki Ullji Sollji C
Jo Khud Mein Ghum Sum Rehti The...!!

Na Jane Us'ko Ghum Tha Kiya

Jo Aksar Ch0p Chap Rehti The...

Ek Ladki Ullji Sollji C

b'y chain lerki kha b tha k dakho Tm mujy dafter main hergiz phone mt krna

*b"y Chain lerki*

***IMRAN KHAKI***

b'y chain lerki
kha b tha k dakho
Tm mujy dafter main hergiz phone mt krna

Mn sara din bohat disterb rahta hun
or apny boss ki krvi kaseli dant sunta hun

Wo muj sy puchta hy
Lmha Lmha kon tm ko phone krta hy

Osy ab kia btaon mn
K Ik lerki hy

Jisy sham ko urdu perhata hun
Wo meer-o-galib-o-atish ki ghazlo'n ki

Nay mano'n ki talib hy
Osy dfter ka NUmber dy k nadim hun

Mger Mn boss ko ye kesy smjao'n
K is mdah-e-galib ko

Mn apny gher ka number dy nhn skta
k wo b'y chain lerki hy

bohat he b'y chain lerki hy.

Ajab paGle C larki hai Mujhe hR khat me likhti hai Mujhe tm yaad krte h0 tmhe main yd Ati h0n

Ajab paGle C larki hai  Mujhe hR khat me likhti hai
Mujhe tm yaad krte h0 tmhe main yd Ati h0n

Meri batain staati hain meri nendain jaGaati hain meri Ankhain rulaati hain"

Decembr ki sunhri Dho0p me ab bhi ta'hle h0

Kisi khamosh raste se k0i awaaz Atti hai

Theth'ratti sard raaton me tm ab bhi chat pe jatte h0"

Kitaab0n se tumhaare ishQ me koi kami Aai"

Meri yaad ki shidat se Ankh0n me nami Aai"

Ajab paGl C larki hai muje hr khat me likhti hai"

Jwaab'n usk0 kehta h0n meri masro0fiat dekho"

Subha se sham offc me chiraaG'e umer jalta hai"

Fr uske baad dunya ki!
Kai majbo0riyan paa0'n me beri daal rakhti hain"

Ajab paGl C larki hai"

Mujhe befiker chaht se bhare sapne nahe Atte"

Tehlne jaaGne sone ki muhlat hi nahe maillti"

Staaron se mille arsaa huwa naraaz h0n shayD"

Kitaabon se shaGh'ff mera ab bhi wese hi Qaim hai "

FarQ itna para hai ab unhe arse me parhtta h0n "

Tumhe kiss ne kaha paGli tmhe main yaad krta h0n "

K main khudko bhulaane ki musalsal justjo0 me h0n"

Tmhe na yaad Ane ki musalsal justjo0 me h0n"

MaGr ye justjo0 meri buht nakaam rahti hai"

Mere lafz0n ki hour malla tmhaare naam rahti hai "
Ajab paGl C larki hai"

Tmhe kiss ne kaha paGli mujhe tum yaad Atti h0"

Purani baat hai jo loG Akser Gungunaate hai"

Unhe hum yaad krte hain jinhe hum bho0l jaate hain "

Ajab paGl C lrki ho meri masrofait dekho"

Tumhe dil se bhulaaon to tumhari yaad Aae na"

Tumhe dil se bhulaane ki mujhe fursat nhe millti "

0r es masro0f jevan mein tmhaare khatt ka ik jumlla" tmhe main yaad Aati h0n"

Meri chaht ki shidat me kami hone nahe detta "

Buht raatain jaGaata hai mujhe sone nahe detta "

So aGli baar apne khatt me ye jumlla nahe likhna "

Ajab paGl C larki hai mujhe fr bi ye kehtti hai "

Mujhe tum yaad krtte h0 tumhe main yaad Aatti h0n"?
~~>END<~~
Khaki.G

Ajab Pagal C Larki Hai, Muje Har R0z Kahti Hai, Bata0 Kuch Naya Lekha,? Mein Jab Bhi 0s Se Kahta H0

P0et: Atif Saeed.*
**IMRAN KHAKI ***
=> Ajab Pagal C Larki Hai,
Muje Har R0z Kahti Hai,
Bata0 Kuch Naya Lekha,?
Mein Jab Bhi 0s Se Kahta H0,
K Han Ek Nazam Lekhi Hai,
Magar Unwaan Dena Hai,
B0ht Be'chaiN H0ti Hai,
W0 Kahti Hai,

Suna0 ! Mein 0se Acha Sa Ek UnwaaN Deti H0,
W0 Meri Nazam Sunti Hai,
0r 0s Ki B0lti Ankheen Kesi Misra, Kesi Tashbeeh Par'U Muskuraati Hai,
Muje Lafz0on Se Kirneen Pho0t'ti Mahs0os H0ti Hai,
W0 Meri Nazam K0 Acha Sa Ek UnwaaN Deti Hai,
0r 0s Ki Akhri Misra K Neche,
Ek Adaa'a Be'Niyazi Se,
W0 ApNa Naam Lekhti Hai,
Mein Kahta H0 !
Sun0 ! Ye Nazam Meri Hai,
T0u Phr Tum Ne Q ApNe Naam Se Mans0ob Kar Li Hai,
Meri Ye Baat Sun Kar 0s Ki Ankheen Muskuraati Hai,
W0 Kahti Hai !
Bara Saada Sa Rishta Hai,
K Jaese Tum Mere H0 ! 0s Taraha Ye Nazam Meri Hai,
Ajab Pagal C Larki Hai
khakiG

bholi bhali larki thi Aankhon mein jugnoo bhar kay woh sajjan se milnay nikli thi

Aik bhooli bhasri duniya ki aik bholi bhali larki thi
Aankhon mein jugnoo bhar kay woh sajjan se milnay nikli thi

Mathay par jis kay jhoomar tha pairon mein jis kay payal thi
Woh jo thori si siyani thi or thori pagal thi

Jis ko dekh kar mosam bhi deewana sa ho jata tha
Woh larki soti jagti si kisi khuwab ka hissa lagti thi

Woh tareekh ka koi hissa thi jo raaz anokhay kholti thi
Paishani par roshan ik chaand sa palkon par jis kay sitaray se thay

Lagti nai kuch bhi apni magar ho bhaithay hum khud se paaraye se
Na pocho kaisay jeetay hum na pocho kaisay maat hui

Woh larki pagal pagal se
khakiG

Aik Alhar Si Haseen shokh si chanchal larki mre khuwabo k dariche ma basi rhti hai mjko

PoeT: Khalid-Bin-Hamid
**IMRAN KHAKI ***
Aik Alhar Si Haseen shokh si chanchal larki
mre khuwabo k dariche ma basi rhti hai mjko
jb nind ki baho ma gihra pati hai Khuwab
ma aa k mje cher dia krti hai,
Jb b milti hai wo ehsas ki tanhai
ma dil ki wadi ma haseen phul khila
jati hai aur en anbare'n zulfo ki dil
awezi mehk mre ehsas, mri rooh p cha jti hai,

Mre ehsas ki tarik siyah rato ma chandni bn k
ubharti hai kisi ki surat kaise kh du use piar
nhi hai mj s kash tute na mre haseen khuwab ka
rangeen talisam kash ye rat jawan aur jawan ho
jy dil pe lehrate hain zulF-e-siya k saye,
Ab jo ay jan tu ay gi mre khuwabo ma yad rkhna
k na phr lot k ja pay gi tere jalwe, tere shokhi,
teri ik ik ada mri nazmo mre ashar ma dhal jygi,

Aik alhar si, haseen, shokh si chanchal larki mere
khuwabo k daricho ma basi rhti hai.

khakiG

Aik Achhi Larrki Thi , Hum Bhi Ussay Achhey Lagay + Dair Tak Lekin Kaha Chaltay Hein Aisay Silsiley

Aik Achhi Larrki Thi , Hum Bhi Ussay Achhey Lagay +

Dair Tak Lekin Kaha Chaltay Hein Aisay Silsiley +

Wo Bhi Kya Khoob Din Thay Yaad Atey Hein Boht +

Aag Orrhi Aour Bichaai Paniyon Par Hum Chaly +

Kuch Dino Bad Peepal Ki Tarha Pojee Gye Log +

Hum Kharrey Hein Aour Guzartay Jaa Rahy Hein Log +

Anye Wale Aey Gey Aour Janey Wale Jaey Gey +

Khobsorat Hein Boht Awa Gowan Ke Silsiley<~~
KHAKI*G

Aaj tak yaad hein bachpan k zamany kitny Kitny maso0m wo jazbaat hua krty thy

PO@T Syeda shehnaz Yousaf
'+"+"+"+"+"+"+"+"
" UDAAS LARRKI "'+"+"+"+"+"+"+"+"
***IMRAN KHAKI***

Aaj tak yaad hein bachpan k zamany kitny.

Kitny maso0m wo jazbaat hua krty thy

Aik gurriya thi jo hatho0n mein raha krti thi.

Aik larrki thi jo thi us ko Sajati kitna.

Us k hatho0n mein sajati thi
kabhi kaajal Kabhi gajra

Jb wo Girti thi kabhi hatho0n sy chalty chalty

Beitth jati thi wehein farsh par rony k liye.

Dil ko tthees si is tarha sy
Lag jati thi.

Jeisy is Ghamka madawa
koi Duniya mein
Na ho

Kya malo0m tha us waqt k ik din shayed.

Tuut kr khud bhi

bikhrny kabharm
Rakhna hai
Phail jana hai kabhi aankh mein apna kajal

Aik gurriya k bhi girny sy wo   tuuta hua Dil.

Aaj kitny hi hawadis ko sahyyyyy beittha hai.

Kis ko malo0m tha ?kuchh aisy bhidin ayeen gy.

Jb wo bachpan ki kaskk yaad to reh jaye gi.

Lekin is tarha k is yaad k peechhy peechy

Kitni hi or bhi yadein hamein tarrpayein gi.

Wo khalish jo kabhi mehso0s hui bachpan mein.

Wo Khalish kitny sawalo0n ko janam dy dy gi<~~
Khaki.G